I like to love you..
Bhari mahfil main tanha rahana achha lagta hain,
tere bare main sochte rahana achha lagta hain,
kabhi phulon main or kabhi kaliyon main,
tujhe yunhi dundte rhana achha lagta hain.
mere jindgi ki khukhusiyon ka tumhi se hain waasta
rab se sirf tumhein magana achaa lagta hain
humare darmiyan hain sadiyon ka fasla
kuch is tarah guftgu karna achha lagta hain
bin tumhare jindgi ki koi tasveer nahin
tumhari tamana karna accha lagta hain.

Comments
Post a Comment