Do pal muskurane ki kya keemat chukai hai

Furqat e gum zara Firdos ho, meri aankhon mein bas Duhai hai.
Mere dard ka koi safar nahi bas zindagi ek rubai hain
Rote hue dil mai koi na abb mere aansuon bhi bas tanhai
Gum e zindagi ki ye kesi beraham rahnumai hain.
Shookhi aankhon mein bas  gum ki parchayee hain.

Dard e ruswai hai ya zindagi meri tanhai hai.
Dua ki jaroorat nahi  Duaon ne meri ye halat banayi hai.
abb meri manzil bhi bas meri tanhayi hai.
kahan hai woh jahan jahan meri zindagi muskurai  hain.
meri sanson pey kesi raton ki parchai hain.
Do pal muskurane ki kya keemat chukai hai.

Comments